Thursday, July 14, 2011

Main Shayar toh NAHin... ;) ;) ...!!

Dil ko apna banate toh samajh aata
Humare afsane ko apnate toh samjh aata
Ki sirf shabdon se kisi ko kuch samjhaya nahin jaata
NAzron ki un ankahi baton ka bina sama banaya nahin jata

shayiri toh ek bahana hai
dil ki un gehrayiyon ko naapne ka paimana hai
jab jab unhone humein apna nahin maana hai
humare dil ne kaha ki ab inhi kuch dil se nikali awazon se unhe kuch samjhana hai.

No comments:

Post a Comment